Wednesday, November 12, 2008

na kuchh poochha
na kuchh maanga
tune dil se diya jo diya

na kuchh bola
na kuchh tola
muskurake diya jo diya

tu hi dhoop
tu hi chhayaa
tu hi apna-paraaya
aur kuchh na jaanu
bas itna hi jaanu

tujhme rabb dikhta hai
yaraa main kya karoon

tujhme rabb dikhta hai
yaraa main kya karoon

sajde sarr jhukkta hai
yaraa main kya karoon

tujhme rabb dikhta hai
yaraa main kya karoon

No comments: